Hey guys, welcome to my new post lrPresetsNfilters.com. friends aaj mein aapse is post mein capcut video editing app ke bare mein dicuss karne wala hu iss app se aap kese apne video mein hdr brown effect la sakte hai. wobhi bahut asan tarike se. friends is post ke jo bhi materials use karunga unki links isi post ke bich mein apko dene wala hu toh apse request ki is blog ko end tak read kare. toh chaliye start karte hai ajj ke is New Trend Top 6 Capcut Template || Tiktok Trend Template post ko
New Trend Top 6 Capcut Template || Tiktok Trend Template
friends capcut application ek video editing app hai. agar apko reels , tiktok video editing mein intrest hai toh shayad appko is aap k bare mein phele se pata hoga. or aap is app se bilkul anjan se toh koi bath nahi aaj mein apko iss app ke bare mein details dene wala hu. guys jaise ki mene apko bataya ki capcut app ek multimedia editing app is app se app apni videos , photos ko edit kar sakte hai. or iss app mein appko bahut sare unique transition , effects , filters , fonts , zoomable or bhi bahut kuch features mil jate hai.
Capcut Ke Kuch Features –
-Endless number of Photo clips
– filters with beautify
-Unique effects
-motion blur filters
-amazing fonts
-best for short video editing
Velocity capcut editing kese kare ?
Jinko bhi reading karke editing samaj nahi ayegi woh yaha niche diye gaye video ko dek kar sik sakta hai. or is video mein jo bhi material ,effects use hua hai unki download links mein iss post ke end me diya hu.
Iss tarah ki video edit karne ke liye sabse phele apkko app store ya play store se capcut application ko download karke install kar lena hai. uske bad apko capcut app ko open karna hai. open karne ke bad apko add new project per click karna hai. click karte hi apke phone ki gallery ke photos or videos show honge appko jo bhi video edit karni he usko add karlena hai jisbhi video per ap brown hdr effect lana chate ho. uske bad apko ek bar video ko play karke check karlena hai ki apki video sahi se work kar rahi hai ya nahi. or agar appke video thodi extra add hogai hai yani appko kuch hi video ko edit karna hai toh appko extra video parts ko trim karlena hai or capcut app se remove karlena hai. or video ke end part mein capcut app ka logo yani watermark rahega usko bhi apne remove karlena hai.
iske mein apko batata hu velocity hdr brown effect editing ek dum simple tarike se. agar apko confusion ho raha ho toh aap video ko dek kar bhi sik sakte ho jisko mene uper add kiya hua hai. uske bad apko video ke uper click karna hai or starting point mein aa jana hai. uske bad apko niche styles ka icon milega ka usper click karna hai. click karne ke bad apke samne bahut sare effects styles aa jainge unhe apko choose nahi karna hai. apko slide karna hai or auto velocity ka option milega usper click karna hai. sirf ek bar click karna hai or appka effect load hoga. apke samne generating ka loading ayega usko 100 % complete hone dena hai. uske bad appko apply icon per click karn hai. hir apne video ko ek bar play karke dekna hai. apke video mein slow motion me sath ke white effect add hojaiga. itna karne ke bad apko aage ka steps bhatata hu.
dosto humari video mein velocity effect toh ho chuka hai ab bari hai hdr brown effect add karne ki uski liye apko video per ek bari tap karna hai uske bad niche apko overly icon per click karna hai. uske bad apke samne add overlay ka icon ayega usper click karna hai. hum overlay option mein isliye aye taki apni video ko colour grade karna hai. toh aap jaise add overlay per click karenge apki phone ke sabhi videos or images ajainge apko unnhe add nahi karna hai. apne stock video ka option milega usper tap karna he. stock video ke option mein apko black colour ko add karlena hai. black colour ko add karne ke bad appko apne 2 finger se usko full screen mein fill karlena hai zoom karke. itna hojane ke bad apko niche slice ka option milega usper click karna hai. or usme apko overlay ko select karlena hai or dyan rahe apko iski opacity ko 40% rakna hai fir apko apni video ko dekna hai usme thoda effect add hojaiga. apne jo black colour ko add kiya tha usko apne apni puri video mein add karlena hai. fir friends apko firse yehi wala step ko vapis repeat karna hai magar is bar apne black ki jagah white colour ko add karna hai or uski add overlay opacity ko 100% rakna hai baki sab same hi rehne dena hai.
guys apko white colour ki lengs ko 0.70 seconds mein cut karlena hai or baki ke part ko delete kar lena hai. apko white colour per click karna ha or uski out animation ko fade out per rakna hai. friends apko yad rahe ki apne white colour ko sirf 0.70 seconds per hi raka tha toh abhi appko us white colour per click karke uski 10 copies duplicate bana leni hai or uske bad un 10 copies ko thode thode gaps mein apki video ke niche rakna hai. abhi apne video ko ek bari play karke dekna hai. app dek sakte hai abhi apke video mein hdr brown effect or velocity edit ayaga hai. or dosto video ko or bhi thoda acha or amazing dikane ke liye apne white particals yani chote chote snow effects ko add karna hoga jiski link mene niche dihui hai aap us link se usse download karke apne video mein add kar sakte hai. add karne ke bad us white particals video ko full screen me fit karna hai or uski overlay ko select karke lighting option per rakna hai uske bad apko uper export video ka option milega usper click karke video ko save karlena hai.
Download Template 1 (Trending)
Download Template 2 (Trending)
Download Template 3 (Trending)
Download Template 4 (Trending)
Download Template 5 (Trending)
Download Template 6 (Trending)
Read Also – Lightroom dark and blue tone preset free download 2022