vn video effect filter free download | Orange lut preset vn editor, hey guys aaj mein apko vn video editor ki free orange colour tone effect filters free mein download karne ke liye de raha hu. apko isi post ke bich mein download link mil jaiga. toh apse request hai ki aap is post ko last tak padhe.
Vn video editor app kya hai – vn video effect filter free download | Orange lut preset vn editor
dosto vn video editor application ek multimedia editing app hai. isme video or image ko edit kar sakte hai. vn ka pura naam hai vlog now, yeh application specially vlog / reels / short video edit ke liye hai. aap long videos bhi edit kar sakte hai. per isme jyadatar log short videos ko hi edit ke liye use kar the hai. isme appko bahut se inbult effects or transition effects dekne ko milte hai. vn video effect filter free download | Orange lut preset vn editor
Vn iphone filter –
dosto vn editor mein apko jo filters editing ka option hota hai usme aap apne own custom filters ko add kar sakte hai. isitarah ek filter bahut hi trend mein chal raha he. jiska name hai iphone vivid filter vn, is filter ki khaas bath yeh hai ki is filter ki madad se app apne normal android mobile se shoot ki gai video mein iphone camera ki colour grade kar sakte hai or iss vn filter effect ko bahut se log use bhi kar rahe hai. agar apko bhi yeh iphone wala filter chaiye toh muje comment karke jarur bataye mein apke liye next post mein isi filter ke liye download link de dedunga. vn video effect filter free download | Orange lut preset vn editor
Vn editor app ko apne mobile mein download kese kare –
vn video editor ke khass features –
- sabhi format ke video support ka option milta hai. jaiki mp4, mov , mkv etc..
- export settings ke liye 4k tak export kar sakte hai 60fps per
- 22 se bhi jyada trasition effect hai
- custom filters add kar sakte hai
- image / video dono edit kar sakte hai
- koi bhi watermark apko dekne ko nahi milega
- free app hai
- android , iphone , windows , mac sabke liye available hai
video editor mein apne own filter ko add kaise kare –
dosto apne khudke ke presets ko add karne ke liye vn editor app mein. sabse phele vn editor app ko open karna hai. uske bad appko apni video ya photo ko add karna hai jisko bhi aap edit karna chahte hai. add karne ke bad appko second option mein filters name ka option milega us icon per click karna hai. ab apke samne bahut sare vn editor app ke inbuilt filters mil jaige apko unne kuch bhi nahi karna appko first option meinn + plus ka icon milega usper click karna hai. click karte hi apke phone ka filter manager open ho jaiga.
filter manager mein appko us filter wali file ko search karna hai or usko add karna hai. a=humari ajj ke post ki orange filter l=ki download link isi post ke end mein apko mil jaigi, ap usko bhi download karke add kar sakte hai test karne ke liye. add karne ke badh. filter add hojaiga appko vn app mein us filter per click karna hai appka filter click karte hi apke video per apply ho jaiga, apply karne ke bad niche ki side apko filter opacity ka option milega usko kam ya jyada kar sakte hai appko jitna bhi rakna hai app rak sakte hai appne according. uske bad right tick per click karna hai or appka video edit ho jaiga agar apko or bhi editig karni hai toh app kar sakte hai. nahi toh apko right top mein export video ka option milega usper click karke video ko apne phone me save kar lena hai.
How To Use Vn Orange Effect Filter –
Download Vn Orange Effect Filter –
Conclusion – Kya appko yeh post vn video effect filter free download | Orange lut preset vn editor pasand aya agar ha toh please app iss post mein comment jarur kare. filter presets banane mein bahut mehnat lagti hai friends tohapp mere is kaam ko support karne ke liye is post ko jyada se jyada apne friends or instagram per share kare.
Read Also – Vn Green Yellow Filters | Vn Video Editor Top 10 Free Luts Filter Download