hello dosto kese he aap sab umeed karta hu aap sab bahut ache aur badhiya honge. aaj mein aappke liye leke ayya hu ek aur naya blog, jisme hum appko sikayenge ki aap kis tarah se snapseed application ki madad se appne photo ki background ko change kar sakte he. chaliye aaj ke is new blog ko karte he shuru per usse phle appse request ki aap is blog ko pura padiye ga tabhi appko samj mein ayega aur sath mein hum appko ek background bhi jisko aap free mein download kar sakte he.
New Snapseed Background Changing Trick
dosto agar aap hamre youtube ke video ke jarire is blog per aye he toh jaisa ki aapne hamara youtube ka video dekha humne appko usme bataya he ki kis tarah se appne background or shirt colour ko change kar sakte he.sath hi sath mein humne appko video mein appko bataya tha ki aapko hamra background dwonload link description mein mil jaiga. toh hum us background or shirt colour dono ka niche appko dedenge aap udar se download kar sakte he.
Agar appne abhitak background change ka video nhi dekha toh aap yaha per dekh sakte he
chaliye aab hum appko easy steps batetehe ki aap kis tarah se aapne background ko change kar sakte he. sabse phele appko snapseed aap ko download kar lena he. phir uskebadh appko appne phone ke gallery meine anna he. appko jo bhi photo editing karna he usko select karna he uske badh usko snapseed app mein share kar lena he.
share karne ke badh appka photo snapseed app mein open ho jaiga. abhi aapko niche tools ka option dikhega uske uper click kar he. phir appke samne bahut sare option aa jaige. agar aap chahe toh appko jaisi photo ediitng karni hr waisi aap kar sakte. filfal mein appko background change karne ke liye kuch jaruri tools or features batata hu.
Hum jo phehla tool istemal karenge uska name he TUNE IMAGE dosto tune image tool ki madad se aap aapne photo mein light adjust , shadow adjust , hightlights adjust , contrast adjust or bhi bahut tara ki adjust kar sakte he. uske badh hum use karenge double exxposure tool dosto double exposre tool ki madad se hi hum appne background ko change karenege. appko ek background add karlena he uske badh appko edit option mein jake sirf appne piche yani object ko chodke sirf background ke uper apply kar lena he. phir hum ek green shirt colour add karenge.
aapko same waise hi add karna he jaise apne background ko add kiya tha. add karne ke appko style mode mein jakr iski blending optin ko substract mein change karna he uske badh appko editing mein jake sirf appne shirt ya kapdo ke uper hi isko apply karna he. agar appka face ka colour dim aa raha he toh aap selective tool ki madad se appni face ko white kar sakte he. Agar appko puri details ke sath free photo editing videos dekhne he toh aap hamare youtube channel ko subscribe kar sakte he
Thank You For Visiting This Blog 😉
ASLO DOWNLOAD CB BACKGROUND FREE