Hello! Dosto kese he aap sab umeed karta hu aap sab bahut hi acghe aur badiya rahenge. aaj agaya appke liye phirse ek or new or fresh blog leker jisme hum appko sikayenge or bataengi aap kis tarah se snapseed application mein appne hair yani balo ko change kar sakte he. sath mein mein appko ek hair png downlaod link bhi dunga jisko aap dwonlaod karke hair edit kar sakte he. aapko bas yaha blog pura padna he.
Hair style Editing In Snapseed App | Download Hair Png Free
Dosto blog shuru hone se phele appko ek bath batatdu. jo bhi log hamara youtube viedo dekhar is blog per aye he toh jaisa ki aapko logo ko pata he ki meine video mein appko bataya tha ki appko hair dwonload link descreption mein mil jaiga. toh unlogo ko bhi =mein is blog ki niche Hair Png dedunga.
Chaliye aab hum appko batathe he ki kis tarah se aap appne photo mein jo bhi model he uski hair ko kaise change kare, sabse phele appko appne phone ke andar snapseed appliction ko insatll kar lena ye appko bilkul free mein mil jaiga. agar appko download karna nhi ata toh aap is link per click karke download kar sakte he.
Snapseed app ko download or install karne ke badh appko appne phone ke gallery mein ana he or apko jo bhi photo editing karna he usko open karna he uske badh us photo ko share option per click karke usko snapseed app mein open kar lena he.
Open karne ke badh appko tool soption per click karne he, tool per click karne ke badh appke samne bahut sare features or editing tools ajaige , sabse phele appko tune image tool ka istemal karna he , tune image ko open karke appko photo ki brightness , saturation , hightlight ko adjust kar lenahe , phir ko apply karke edit satck option mein jake jo bhi extra part he jaisa face saturation baki sabko remove kar lena he or apply karlena he.
Uske badh appko drama tool ko istemal karna hoga. drama tool ko tools wale option per click karne ke niche hi mil jaiga , usme bhi appko same tune image ki tarah adjust karlena he. jo bhi extra part or extra ediitng hota he toh usko remove karlena he.’
Uske badh dosto humko hair png add karna hoha , hiar png aad karne ke liye appko double exposure tool use karna padega, double exposure tool appko drama tool ke niche he mil jaiga. double exposure tool ko pen karne ke appko ek open image ka option milega usme appko ek hair png aad karna hoga jiski link mein appko niche dedunga. usko downlaod karke add kar lena he. or appne balo ke uper set karlena he. set karne ke badh appko uski style yani blending mode ko add mein change karna ho or apply karne ke badh.
Appka jo bhi extra part he usko remove karlena he or photo ke uper apply kar lena he, agar appko koi bhi confusion he toh app hamara yaha video dekh sakte he jisme humne appko step by step samajaya he.
Download Hair Png —–