guys aj mein apko lightroom ka dark blue tone preset free downoad karne ke liye dene wala hu is post mein toh apse ek guzarish k he aap iss post ko end tak jarur pade. apko jo mein preset dene wala hu wo dng wala hai jiski madad se app copy paste karke apni photo ko edit kar sakte hai. topic hai lightroom dark blue and black tone preset free download 2023
lightroom dark blue and black tone preset free download 2023 ko itemal kese kare –
dosto preset ko istemal karna bhaot hi asan hai apko bas lightroom app ko apne device ya phone me download karke install kar lena hai. install karke ke bad apko apni mobile ki gallery se koi bhi photos ko add karlena hai jinko ki bhi ap editing karna chahte ho. uske bad agar ap manual editing karna chate hai jaise ki lights adjust colour grade vagera toh ap direct photo editing kar sakte hai lekin agar ap dng ki preset se apni photos ko editing karna chahte hai wo copy paste wali proccess se toh chaliye ab ye wali trick batata hu apko.
dng preset ki madad se copy paste editing karne ke liye apke pas sabse phele dng preset files honi chaiye yani ki iski preset ki file honi chaiye joki image tyoe mein rehti hai lekin dng format mein hoti hai. preset appko bahot sare online per miljainge aap waha se free mein presets download kar sakte hai ya fir apko meri iss website per bhi bahot se preset bilkul muft me mil jainge aap chahte toh aha se bhi download kar sakte hai. download karne ke bad apko preset ko share karna hai or uskke bad lightroom app mein add kar lena hai or uske sath apne 1 photo ko bhi add karlena hai jisko bi ap editing karna chahte hai. add karne ke bad
dosto add karne ke bad apko kya karna hoga ki apki photo sirf ek click mein hi edit hojai toh guys apko sabse phele all photos per click karke preset ko open karna hai. prese ko opin karne ke bad apko uper 3 dots ka option milega usper click karke apko copy settings ka option milega usko select karna hai phir uske bad apko apne photo per ana or same apke photo k uper ki 3 dots per click karke isper apko copy setting nahi karna hai uske badle apko paste settings ki option milegi usper click karke all settings ko paste karlena hai aise karte hi apko settings paste hojaigi or sirf is ek click se apki photo editing hojaigi.
Lightroom mein kitne tarah ke presets hai –
dosto lightroom mein kul 2 types ke preset ate hai phela hai dng or dusra hai xmp. dono hi preset same type mein kam karte hai per dng mein apko thode se ache results milte hai xmp preset ke compare mein or jyada log dng presets ka hi use karte hai kyuki iske results ahot hi ache rehte hai. chaliye ab yeh jante hai ki dono me kya antar hai. dosto jaise ki apko meine pheli bataya hai ki dng ko apko use karne ke liye copy paste ki process use karni hoti hai or ye size mein bhi jyada hote hai jaise ki 1mb ke uper hote h dng preset or 100mb se jyada bhi hote hai toh agar ap 10mb k 100 preset bhi rakte hai toh apki phone ki storage 1gb se jyada ki storaga ki use kiya jata hai. or dng presets ko apko ek ek karke add karna hota hai or ek ek hi select karke delete karsakte hai. or wohi agar hum xmp preset ki bath kare toh app sirf ek file mein 1000+ preset ko download karke sirf 1 click mein hi lightroom mein sabhi preset ko add karsakte hai sabhi preset ko ek hi mein mein delete preset ko delete kar sakte hai. or isko use karne ke liye bas apko user presets mein apko koi bhi preset per click karna hai apki photo edit hojaigi apko yaha per koi bhi copy paste karne ki jarurat nahi hai.
read aslo – Dark grey effect lightroom preset free download
lightroom dark blue and black tone preset free download 2023