Lightroom dark and blue tone preset free download 2022

Hello guys… Hope all your doing well welcome to my new post of lrpresetsnfilters.com today am giving you free Lightroom preset of dark and blue tone effect 2022.  So of you want to download this preset please read this post till end. Because i have given download link in the middle of the post. Lightroom dark and blue tone preset free download 2022

Lr app kya hai ? Lightroom dark and blue tone preset free download 2022

Dosto le yani iska full form hai light room. Or yaha ek photo editing application hai iska pura name adobe Lightroom cc hai. Dosto adobe name usko apko pata lag gaya hoga ki is app ka owner kon hai. Ha iska owner adobe company hai jo editing softwares banati hai. Iske app ke logo per lr lika hya hai isliye jyada tar log iska lr app hi bolte hai

Lightroom application Details – Lightroom dark and blue tone preset free download 2022

Dosto jaise ki mene apko phele bataya ki Lightroom application ek photo editing app hai. Iski madad se app bahot hi professional types ki photo editing kar sakte hai. Or isme abhi new update bhi aya hai jisme apko video editing ka bhi option milega. Isme aap colour grade , light adjusting aur bhi bahut types ki photo edit kar sakte hai.

Lightroom App Mein Photo Editing Kaise kare ?

Dosto Lightroom app me photo editing karna bahut hi asan hai. Ha agar aap beginner ho or apko iski kuch bhi knowledge nahi hai toh apko starting mein thoda sa photo editing karne me problem hoga. Per Lightroom photo editing ke related youtube per lako video ke tutorials hai aap unhe dek kar Lightroom photo editing sik sakte hai.

Friends Lightroom app me aap 2 types ki photo editing kar sakte hai. Phela tarika hai apni photo ko manual taile se edit karna or dusra tarika hai preset editing. Chaliye mein appko inn dono types ke editing ki jankari deta hu.

Lightroom Preset Editing Kya Hota Hai ?

Dosto Lightroom mein preset editing matlab apko bahut hi kam samay mein photo editing karna. Yeh feature lagbag sabhi Lightroom users ka favourite hai. Lightroom preset editing mein apko koi bhi ek preset ko download karke Lightroom mein add karna hota hai or us preset ki settings ko copy karke aap jis bhi photo ko edit karna chahte he usper paste karna hota hai. Bas ek click mein apki photo editing ho jaigi.

Lightroom Mein Manual Editing Kya Hota Hai ?

Dosto Lightroom mein manual editing matlb hota hi ki apko apne sabhi photos ko khud hi edit karna hai. Isme preset editing ka opposite hai. Jaise ki mene apko preset editing mein sirf 1 click edit karna bataya per manual editing me iska ulta hota hai. Yaha apko apni photo ko manual tarike se time dekar edit karna hota hai. Or isme apka time bahot jata hai. Per isme apko apne hisab se photo editing karne ka option bhi milta hai.

Lightroom preset kya hota hai ?

Friends Lightroom preset ek dng ya xm file image hota hai iski madad se app apni photo ko sirf ek click mein edit ho jati hai.  Or isme apka bahot time save ho hata hai. Presets apko humari website , youtube, Google per bahut sari mil jaigi. Apko jaise bhi colour graded preset chaiye apko mil jaigi.

Dng Preset Kya Hai ?

Guys, dng preset ek Lightroom preset file hai jo ki dng format mein hoti hai. Isko apko Lightroom app mein import karna hota hai or presets ko settings ko copy karke apne photo per paste karna hota hai.

Xmp preset kya hai ?

Guys, xmp preset bhi ek preset file hoti hai jo bilkul dng preset ki tarah kam karti hai per isko use karna thoda different hai. Aap xmp ki multiple presets ek sath download karke ek folder banaakr Lightroom mein unlimited presets ko ek saath add kar sakte hai. Or isme copy paste ki zarurat nahi hoti apko bas presets per touch karna he or appki photo editing ho jaigi.

Lightroom Mein photo editing kaise kare ?

Dosto Lightroom mein apni photo editing karne ke liye apko sabse phele apne phone mein Lightroom app ko install karlena hai uske bad apko us app ko open karna hai. Open karne ke bad + icon per click karke photos ko add karlena hai jinko bhi aap edit katna chahte ho. Or jaiska bhi mene apko is post mein phele hi bataya hai ki app manual or preset edit kar sakte ho. Toh appko jaise bhi acha lage aap us type mein edit kar sakte hai

Lightroom preset download kaise kare Dng – Lightroom dark and blue tone preset free download 2022

Preset ko download karne ke liye niche diye gaye download button per tap kare –

 

Read Also – Vn Green Yellow Filters | Vn Video Editor Top 10 Free Luts Filter Download

Leave a Comment