lr new moody blue tone preset download 2023

lr new moody blue tone preset download 2023, hi friends aj ki is post mein me apko free mein lightroom ki blue and dark black ki preset dene wala hu jiski madad se app apni photo ko edit kar sakte hai badi asani so. is post me apko yeha bhi sikaung ki is preset ko kese istemal karna hai or sath mein new tips and tricks dene wala hu toh apse gujarish hai ki ap is post lr new moody blue tone preset download 2023 ko end tak read kare.

lr new moody blue tone preset download 2023. lr Lightroom kya hoti hai ?

dosto lr ka puri naam lightroom hai or actual me adobe lightroom photoshop hai jo ki adobe iski parent company hai. adobe me bahot sare graphics design , video editing , creations , illutration or bhi bahot sare software yeh company banati hai per aaj hum ligtroom ke bare mein bath karnege. is app me apko photo editing ki features mil jaite or iski new update ke bad apko video editing ke features bhi add kiye gaye hai. or yeh app bahot sare photo editing users use karte hai. or yeh popular photo editing app me se top 3 ke list mein ata hai. iski rating bhi 5 out of 4+ hai. google play store per 200m+ download hai. isme aap bahut types ki editing kar sakte hai.

jaise ki blending edit , long exposure , or colour grading with mix tool colour jaise bahot se features hai. is app mein ap manual editing or preset editing dono kar sakte hai preset mein bhi 2 types ki hai ek hai dng preset or dusra hai xmp preset. preset editing mein ap ek dng format ki image se apne photo ke usper iski settings ko copykarke paste karna hai or apki photo editing hojaigi sirf ek hi click mein. or xmp format mein apko ek sath unlimited lightroom k preset add kar sakte hai or edit kar sakte hai.

Preset se photo editing kese kare dng

frnds dng preset editing kese karna hai wo me apko is post m batata hu. guys dng preset photo editing karna bahot hi asan or saral hai. bahot logo ko yeh muskhil lagta hai per aisa bilkul nahi hai. ap jaise socte hai usse bahut easy hai. is tarah ki editing karne ke liye sabse phele apko konsa bhi preset ko download karlena hai jis tarah ki editing karni hai same us tarah mein apko uske bad us preset ko lightroom app mein add karlena hai. or sath mein us preset ko bhi add karlena hai jisko ap edit k liye use karna chahte hai. uske bad apne lightroom app ko opin karna hai or sabse phele preset ko open karna hai uske bad usk euper 3 dots ki option milegi usko click karke presets ki sari settings ko copy karke uske bad apne photo ko open karke uske uper paste kardeni hai. bas itna karne ke bad apki photo edit hojaigi jaise preset ki thi.

Xmp preset se apni photo ko edit kaise kae. lightroom dark preset free download

dosto xmp preset ko bhi use karna bilkul asan hai yeh preset bhi dng presets ki tarah kam karta hai per xmp preset ko use karne ka tarika thoda alag hai dng preset se. jaise ki apne dng preset ko single download kiya tha per ap xmp preset ko ek sath bahut sare download kar sakte hai or ek sath bahot sare lightroom mein add kar sakte hai or iske alava ap ek sath one by one sabhi preset ko 1 second mein use kar sakte hai hai. jisme dng preset ke compare mein fast photo editing kar sakte hai.

 

Dark black tone ki preset ko download kese kare

dosto apko is preset ko download karne ke liye mene is post ke editing mein download button ko add kiya hua hai. usper click karke app is preset ko free mein download kar sakte hai.

Leave a Comment